Postpartum + Breastfeeding Diet Plan

 2,500

Taqat Wapas • Doodh Barhayein • Hormones Balance Karein

Delivery ke baad body thaki hui hoti hai — chahe C-section ho ya normal. Doodh kam hona, neend puri na hona, joints ka dard, mood swings — yeh sab common hain. Is plan ka maqsad hai: aap ki healing, energy aur breastmilk ko naturally support karna, without stress ya over-complicated meals.

Category:

Description

Yeh plan specially banaya gaya hai un moms ke liye jo:

🍲 Desi warm foods chah rahi hain jo recovery aur uterus cleansing mein madad dein
🥛 Breastmilk ke liye doodh barhane wale safe foods (galactagogues)
🫗 Easy hydration tips + herbal teas for gas, cramps aur neend
🧄 Joint pain aur thakan ke liye anti-inflammatory diet rotation
📆 Daily meal routine + weekly chart + grocery list

💛 Yeh plan modern aur traditional dono cheezein combine karta hai — ghee, panjeeri, khichdi, daal, sabzi, saag, kala jeera, ajwain — sab kuch explained tareeqay se. Budget-friendly aur mom-friendly.

Agar aap chah rahi hain ke aapka milk supply wapas aaye, joints theek hoon, body slim ho aur hormones settle ho — to yeh plan zaroor try karein.

Reviews

There are no reviews yet.

Be the first to review “Postpartum + Breastfeeding Diet Plan”

Your email address will not be published. Required fields are marked *