1st Trimester Diet Plan (Week 1–12)

 2,500

Morning Sickness • Baby ki Shuruaat • Hormone Support

1st trimester mein har din naya lagta hai — kabhi nausea, kabhi mood swings, kabhi kuch bhi khanay ka dil nahi karta. Lekin yehi wo waqt hai jab baby ka brain, heart aur spine ban rahe hote hain. Is liye zaroori hai ke khanay pe focus karein — asaani se, pressure ke bagair.

Category:

Description

Yeh plan un moms ke liye hai jo chah rahi hain:

🍲 Gentle aur tummy-friendly meals jo nausea mein bhi chalayin
🍵 Herbal tips for morning sickness, gas aur thakan
🥗 Iron, folate, B12 aur hydration ka proper support
📆 Simple daily routine + weekly meal calendar
🛒 Grocery list aur batch cooking hacks busy moms ke liye

💛 Yeh plan specially Pakistani moms ke liye design kiya gaya hai — local ingredients, digestion-friendly combos, aur emotional support ke saath.

Agar aap chahti hain ke pregnancy ki shuruaat ho strong, calm aur nutrient-rich — to yeh aap ke liye hai.

Reviews

There are no reviews yet.

Be the first to review “1st Trimester Diet Plan (Week 1–12)”

Your email address will not be published. Required fields are marked *